Mutafarriqaat

Carmine e120

Q: Mujhey Carmine e120 k baaray main pata karna hai...yeh ek qism ka insect hai jisay boiled karkay us main say colour nikaala jaata hai jo stationary items main use hota hai. Jiskay baaray main neecahy likha hai.

E120 is a red food coloring which is derived from insects. This ingredient can be found in a lot of food. Recently, they've started using E120 in the gelatin-free Skittles produced in the UK, which has caused most Muslims up there to stop consuming them. E120 is most common term for this substance used in ingredient labels, however they may also list it as carmine (dye) or cochineal.

Doori ko isti'maal karna

Q: Mere deedi Ar Rahman parhke kaala doori diye. Bole ke humesha gale me dalo. Mai Ar Rahmaan parhe soo kaala doori pehenti hu. Log kehte hi k kaala doori me kya hai Allah pe yeqeen karo, namaz parho. Kya yeh sach hi? Can we wear black thread which has Ar Rahman?

Mehndi lagaana

س: ناخنوں پر عرق لگایا جا سکتا ہے ؟ اسے شاید عرق والی مہندی بھی کہتے ہیں ؟ اس سے وضو اور غسل ہو جاتا ہے ؟

Bheek maangne wale ko kuch dena

Q: Kuch log jo beggars hty hn wo ghar k darwazy py bheek manty hen, un mn say bht say sehtmand hoty hen kuch burhy hoty hn ar kbi bchy bhe... Bht say log kehty hn k jo mazuur hon ya old hon sirf unhn bheek deni chahye... Hmny yh b suna hy k Nabi Pak (sallallahu alaihi wasallam)  k dar s koi khali haath ni jata ta... Ap mjy plz btaen kay jab Nabi Pak (sallallahu alaihi wasallam) kay dar say koi zrurt mand khali ni jata ta to ham kon hoty hn unki sunnat ke perwi na krny waly? Kia Nabi Pak (sallallahu alaihi wasallam) b asy e differentiate krty ty k koi mazur hona chahye ya old?