Aankh phadakna (eye twitching)
Q: Log kehte hai ankh phadkna (eye switching) acha or bura hota hai kya ye Islam mai saheeh hai. Agar hai to iski kya asliyat hai? Meri left ankh phadak rahi hai please iska ilaj bataiye
Q: Log kehte hai ankh phadkna (eye switching) acha or bura hota hai kya ye Islam mai saheeh hai. Agar hai to iski kya asliyat hai? Meri left ankh phadak rahi hai please iska ilaj bataiye
Q: Aik larka shadi shuda ha wo humjins parasti krta ha chorna chata ha laken use ye adat ni chot rahi aur namaz wo baqaidgi se parta ha is ka problem solve kia jaye?
Q: Sabun men charbi ki milawat hai to kaise bache?
Q: Agar shohar ka naam Arshad ho to kya biwi onhe pyaar se "Arsh" bolasakti he na? Allah ke Arsh ke naam ke sath be-adbi nahi hoti na?
Q: Agar koi pubic hair shave nahi karta aur ghusl karte waqt usko pubic hair main paani pahonchaate waqt particles rehte hai aur use lagta hai ke shayad aur particles hai aur wahan ghusl ka paani nahi pohonchraha hai kya aise ghusl valid hoga.?
Note: Woh pubic hair isliye nahi nikalrahe hai
1. Usko tareeqa nahi aata aur woh unke mom se poochhne mein shame feel karte hai
2. Us shaks ko waswaas bhi hai toh use kya karna chaahiye?
Q: Mujhy kuch dino se khyal a rha hy k me marne wali me ye pochna chahti hn k khyal achank kyun aya mujhy is se pehly to kabhi nai aya?
Q: Kia Tahajud ki Namaz k lye Alarm lagana jaez hai?
Q: Mai teacher hoon aik martaba head mistress ne 14 August per bachon se 5 Rs lane ko kaha jis per head ki shikayat mohtasib ko pohnchi. head se showcause notice mila jis per head ne ham sab teachers se aik paper per jis mai likha tha ke hamari head ne 5 Rs nahi liye hain. sab se sign kerwae gae. ham ne sign ker diye koi 15 saal pehle ka waqea hai mai ab apne aap ko mujrim samajhti hoon mujhe is ghalat sign kerne ka kaffara baten plz.
Q: Muje bure bure khayalath athe hai, mai galthi nai karna chahatha houn magar gunah hojatha hai.
Q: Me dawat me topi b pehanta hun mere dost bolte hy k ye kaha sy sabit hy k har time topi pehenna .. Ap muje kch hadees ka hawala de den is k sath sath me unko kia jawab do ye b btla den?