Mutafarriqaat

Haath aur peshani ki lakire parhna

Q: Islaam mai hath ki lakire padhne ki or maathe ki lakire in sab chizo ki kya haqiqat hai agar ham kisi aise insan se jo in sab chizo mai believe rakhta hai usse kehte hai ki ye sab fuzul hai to wo kehte hai Allah ne in sab chizo ko kisi wajah se to banaya hai... hamara is baat par kya aqida hona chahiye or agar hamse koi bacha iski haqiqat puche to ham kya jawab de use.

Aamil banna

Q:

1. Aamil log ilm kaise or kaha se sikhte hai.

2. Mere mama logo ka ilaj karte hai aamil hai or wo mujhse kehte hai ki aap sikhlo mujhse to ye ilm sikhna sahi hai kya?

3. Ham kaise pata karen ki kon Quran hadis se ilaj karta hai or kon jadugar hai?