Mutafarriqaat

Baal ku dafnaana

Q: Mera sawal yeh hai ke sar pe kanga karne se jo baal gir jaty hain to un balon ka kya kya jai aj ke doar mai dafnana mumkin nahi amm aurat k liye. To aj ke doar ke mutabiq is ka hal bata dain ke balon ka kya kea jai. Is ke elawa kya girne wale balon ko jalya ja sakta ha? Yeh kam jaiz ha ya nahi?

Ilaaj karna

Q: Nazar-e-bad ka ilaj paan ka patta, oil, dhaaga se jism ko napna awr wohi dhaaga chhota ho jina oil awr paanka patta sine pe mlna waghaira. Ye aml khilaf-e- aqeedh tau nahi?

Internet par porn dekhna

Q: Internet pe porn images (yani gandi fahash taswir) dekhne ka gunah kya hai jaise is tarah ki chize ankho ki zina hoti hai to ankho ki zina ki saza kya hai aur is buri adat se nijat kesi milegi mujhe porn images dekhne ki adat chorna ka raasta bataye.

Tasweer

Q: Aik shaks ne mble wallpaper pe girl picture set ki hua hai n jb wo namaz parta hai room me ya jaha bi hota hai mbl me wo picture appear hoti reti hai during mobile usage n according to fiqah masla jaha jandar ki picture hoti hai waha farishte nazil nai hote n namaz nai hoti hai to kia meri namaz hogi ya nai is condition me ke room me mbl raka h n namaz paraha hn n mbl ring hota hai to picture appear hoti hai bataen?