Mutafarriqaat

Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki qabar ke paas kin kin ki qabre he?

Q: Hazrat zara is baat par roshni de ki jo gumbad a khzra he wo kiska mazar he baaj kehte he Sarkare do aalam (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka he baaj kehte he ki jaha Sarkare do aalam (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki qabre anwar he waha hazart abu baqr siddique or hazart umar faruk ki bhi qabre anwar he or ek qabr baaju me he wo khali he , barae mehrbani zara is masle ko saaf karde. Me ahele sunnat wl jamaat se belong karta hu.

Ghar waale daari nahi rakhne dete

Q: Mera ek question ha may darii rakhna chahta hn par mere ghar wale Nahi rakhne dete agr rakho or unki bt na Mano to wo kahte hain k hamara dil dhukhao ge tumhari namazen nahu qabul hongi tanz karte hain bataen may kya karun? Agr rakhta hn unke against ja k na to ye gunnah ha na he maa baap ki koi nafarmani ham bataen? Kya karun? Is tarhan to bohat se chezen hain wo bhi Islamic rules follow ne karte phir?

Jinnaat

Q: Aurat jin lag jaye to kai kare kya good bad dono jin lag sakte hai khud ka wajood kho jaye to kya kare karam farmaye.

Dai ya bai taraf pair pherna

Q: Hum log kabaa kitaraf pair karke nai letsakte kyn ke gunah hota hai. Imam sahab har namaz kebad right hand kitaraf mo krke dua krte hn n mayat ko bi right hand kitarf sir rakte hn jb janaza parhaya jata hai. Use shayd "KUTUB" kete hn mene suna h ke kutub kitaraf bi pair nai krte gunah hota hai.

Taweez

س: کیا تعویز اسلام میں جائز ہے قرآن و سنت سے کیا حضور الم نے اپنی زندگی میں تعویز دیا تھا