Mutafarriqaat

Zina karne wale ki saza

Q: 1) Zina kaar ki kya saza hai? 2) Ek example ke sath ap sy sawal pochna hai do banday hain ek ne kabi zinna nae kiya and ek ny zinna kiya hai agar zinna karnay wala mafi mang lay tou kya wo oski haseeyat aam insan jaisa ho jaye ga. 3) Agar ek banda 3 4 larkiyon sy zinna karay ga tou oska kya hoga kyn k quran mn hai k zinna qarz hai ye maa behan beti bv sy he nikalta hai. 4) dwa qabool karwanay k leye koi achi sy quran ayat bataye jis sy dwa jaldi qabool ho. 5) dwa batain jis sy hamray mulk sy ye zinna ka gand khatam ho jaye.

Zina

Q: Kya agar ek mard ne zina nahi kiya tou kya oski biwi ne zina kiya ho aisa ho skta hai kya ?

Zina karna

Q:

1. Mera sawal ye hai ke zina karnay walay ki koi khas nishani bataye. Zina karnay wlay ko janat mn hoor milay gi kya?

2. Zina k baray mn ap pakistan k baray mn bataye k yahan zina kyn phel raha hai.

Haraam murghi khana

Q: May ne kfc may halal samajhke chicken khaaliya tha khaane ke baad mujhe mujhe dought aake net may check kiya tho haram bolke tha please help me is ka kaffara kya hay mujhe bahuth dar lag raha hay.

Pooja ka khaana

Q: Me ek gair ek paas kaam kar raha hu tho ek din pujari aaya aur mantram padhya poore rooms may harati diya aur ek box may laakar sabko sweets diya tho usme mujhe bhi diya tho my doosre gair ko pucha ke kya hay tho just sweet hay bola tho may ne darte huae allah ka naam lekar khaaliye kya a haram hay? Agar haram ho tho please kaffara boliyena.

Zina se tawbah karna

Q: Agar koi shaks zina se taubah kare and uske bad har kism ki parhez kare ke music tak na sunna owr namaz bagaidgi se parhe aur yeh ahad kar le ke jse trha ke sexual act mein ainda se dahil ni hoga to kia uski taubah qabool ha? Isk sath yeh bhi pochna chahti hen ke Allah ne mje to hidayat di pr mein chahti hun ke mere sath sath dosre insan ko bhi mein hidayat don owr btaon ke hamse kia gunnah huwa ha tak eoh bhi taubah kre to kia mera yeh hidayat dena sai ha? Aur iske liye mujhe contact mein rhna prega lekin is baat ka khas khiyal rkha ha k koi ger zaroori baat na ho bass apni baaton se usse Allah ki tarf mail kron.