Zina se tawbah karna
Q: Agar koi shaks zina se taubah kare and uske bad har kism ki parhez kare ke music tak na sunna owr namaz bagaidgi se parhe aur yeh ahad kar le ke jse trha ke sexual act mein ainda se dahil ni hoga to kia uski taubah qabool ha? Isk sath yeh bhi pochna chahti hen ke Allah ne mje to hidayat di pr mein chahti hun ke mere sath sath dosre insan ko bhi mein hidayat don owr btaon ke hamse kia gunnah huwa ha tak eoh bhi taubah kre to kia mera yeh hidayat dena sai ha? Aur iske liye mujhe contact mein rhna prega lekin is baat ka khas khiyal rkha ha k koi ger zaroori baat na ho bass apni baaton se usse Allah ki tarf mail kron.