Sharamgaah ke ird gird baalo ku saaf karna
Q: Kya noora (bal saf karna) anus ki jagah be karna zaroori hai?
Q: Kya noora (bal saf karna) anus ki jagah be karna zaroori hai?
Q: Kya us ghar me ya us room mein reh sakte hain jis mein phele non muslim raha hoga?
Q: Main ek shikaari hun. Main ye jan'na chahta hun ke islam men shikar ke lihaaz se kon sa parinda halaal hai. Mera matlab pata kese chale ke kis parinday ko kha sakte hain kis ko nahin? Meherbani kar ke ye bataiye or agar ham parindo ke jhund me shikar karte hain to buhot se parinday girte hain to kuch ko takbeer detey hain or kuch tak puhanchte puhanchte wo mar jate hain, jo mar gay to unka kya karen, un ko kha sakte hain ya nahin?
Q: Kya television dek sakte hai? meherbani kar ke tafseelan jawab de kyunki hamare ghar wale nahi mante hai ke TV dekhna gunnah hai.
Q: Kia ajeeno moto khana haraam he?
Q: Kya muslim mard jism ke kisi be hise se baal nikaal sakta hai yani ki hair removing kara sakta hai, us mein laser hair removing, hair removing cream etc aate hai.
Q: Kya musalmaan facebook, whatsapp aur be baki social networking chala sakta hai?
Q: Kya ek muslim nude picture dek sakta hai? Agar kisi ne dekle hogi tu uske liye tobah karna hai kya?
Q: Kiya baccha apne walid ke paisay le sakta hai agar walid ko na pata hon?
Q: Mujhy mery phuppha phuppho ne adopt kia hua he. Phuppho ki death hogai to mery phuppha jo mery legal gardian hyn mai un ke sath umrah pe ja sakti hun? Akely nahi to kya kisi qaafly ke sath ja sakti hun?