Larki newscaster banna
Q: Mufti saheb agar koi larki news caster hai. Agar wo hijab ker ka job karti hai tu kiya us ki income jaiz ho gi yeh nahi.
Q: Mufti saheb agar koi larki news caster hai. Agar wo hijab ker ka job karti hai tu kiya us ki income jaiz ho gi yeh nahi.
Q: Me ye puchhna chahata hun ki agar koi gusse me aake kisi khane ke chizon ko haram karde to uska hadith kya he or agar haram ki hui chiz ko agar galatise khale to kya hoga?
Q: Me ek hospital ki pharmacy me pharmacist job karti hon. Hospital ke owner boht he kanjoos hyn na time par employees ko pay krtay hyn na medicines mangwatay hyn. Aksar esa hota hy ke patients aatay hyn or medicines nahi hotin wo pateshan hotay hyn. Kia ye jaiz he k me owner ko bataye beghair apnay paison ki kuch medicines lekr rakhlon or jb store me medicine na ho tu me apni medicines sell kardon. Mera bhi faida ho jayega or patient ka bhee or owner ka koi nuqsan nahi hy is me. Doosra ye ke agr store me medicines hon or phr bhi me kabhi kabhi apni medicines sell kardon tu kia ye jaoz hoga?
Q: Musht zani gunah hai ya nahin?
Q: Main yeh poochna chahta tha ke mere waalid ki recently waafat hui hai 1 and half months pehle. Kya hum abhi TV open kar ke islaamic channels dekh sakte hain ya nahi?
Q: Nabi karim sallallaho alehi wasallam ne apni maa ke alawa kitni aourto ka doodh piya hai aur iska jawaab kounsi hadish me hai us hadish ka naam aur un aourto ka bhi naam bataye.
Q: My question is that me ne ek saal pahle apne danto me cover charhaya tha mere danto ke darmiyan gap tha jo shrmindigi ka bais bhi banta tha or me agay ke anto se kuch kha bhi nahi sakti thi or kbhi kabhaar khana bhi phans jata tha. Kia ye kabeera gunnah hai? Agr hai to ab mje kia karna chahiye jab me ne ye krwaya tha tab mje ilm nhi tha ke ye gunnah ab me kia karu me ye Batana bhool gau ke mere danto me paidaishi gap nahi tha balke angootha chhosnay se hogaya tha.
Q: Kya Pant-shirt pehene me koi karaahat hai? Mere cousin mujhe tang karte hain ke tumne pantshirt pehni hai to me in ko kya lagoon?
Q: Haulay dil kya keh tae hai aur is bemari ke liye kuch dua bolyae.
Q: Meri friend nay mujhay ek job bataya hay jo commission based hy. Mujhay ye confirm karna he ke ye halaal he ya haraam? Ye ek referral programme hy misaal ke tor par agr me isko join karti hon tu mujhay 500 Rs fees deni hogi. Os k baad mujhay or logon ko refer krna hoga k wo b ye programme join karayn.. har shakhs jo join karayga wo 500 fees dega or oski fees ka 20% mujhay commission milayga.. is tarah jb wo shakhs kisi ko join karwayega tu osko os k har referral ki fees ka 20% commission milayga.. is tarah ye chalta rahayga system.. tu kia ye commission halaal hy?