Naseehat

Kufr ke baare me shak

Q: Ek martaba ek website wale logo ko apna result bata rahe the, mujhe lag raha tha k ye jhoot bol rahe hain, phir socha k shayad ye sach keh rahe hon, to main me apne bhai se kaha 'kahin ye sach to nahi bak rahe'. Have I done kufr?

Madrasah ko kon chaalana chaahia

س: دیگر گذارش یہ کے آپ سے فتویٰ۔ اصول قوانیں معلوم کرنہ ہے ایک صاحب اور ان کی بیوی ایک نسوان مدرسہ کھولنا چاہتے ہیں ۔ مگران میں کوئی بھی عالم نہیں ہیں نہ اتنی قابل ہیں کے مدرسہ چلا سکے ۔ وہ جماعت کا کام کرتی ہیں اور تھودا بہت بیان کرتی ہیں ۔ اگر ایسی عورت ہمارے بچوں اور عورتین کو پڑھاتی ہیں تو انکا مستقبل کیا ہوگا ۔ آپ براے مہربانی بتایں کے ۔۔۔ ۔

1۔ کیا کوئی بھی پڑا سکتا ہے یا عالم دین ہونا ضروری ہے

2۔ مدرسے کو کسی کی سرپرستی عالم یا مدرسہ کی ضروری ہے

3۔ عالم پڑے بنا اپنے کو عالم کہنا کیسا ہے

4۔ ۔ مدرسے کہولنے اور چلانے کے کیا شراہط و زوابت کی پابندی کرنی چاہئے

Waalidain rukhsati se rokte he

Q: Maine ik ldke se apne ma bap ko bina btaye ik nek ur shareef ldke se nikah kr liya.hm log sath me business krte the. ldke ki walida ki moujudgi me. Ur fir maine bad me apne ma bap ko bta diya to unhone mujhe ghr me kaid kr diya.meri ik bdi bahen ur 2 chhoti bahene hai.ur unki shadi nhi huyi hai.mere shouhr dosri biradri ke hai is lia mere walid ne shart rakhi hai ki jb tk tino bahno ki shadi nhi kr denge.hamari shadi nhi krenge.ur isi shart k 6 mahine bad hi meri sas ka intekal ho gya hai.ur mere shouhr ur ik unka bhai hai bs.ur koi nhi hai khana pkane k lia roz unki appi ati hai.ab mere shaouhr chahte h ki badi ldki ki shadi k bad meri ruksati kr den mgr mere walid nhi man rahe hai.ur mere shauhr mere riye bahut rote hai.mere shouhr ne kaha ki mere ghr chali awo mgr meri ma ne doodh na bksne ki dhamki di hai ur kuran pr kasam bi kilayi hai ki bina ijazt nhi jana hai.mera shuhr bahut presan hai. Mujhe kya krna chahiye .ma bap ka sath dun ya shouhr ka .mere ahouhr me koi burai nhi bs biradri ki wajah se mere walid nhi man rahe h

Mia biwi ke darmiyaan ikhtilaaf

Q: Mere dost ki sister k shadhi ki bat 8 saal sy chal rahi thi us jaga per un ki bat paki ho gae sister k father ny istiqara karwa lea us main no aya jaha shadhi hoe sister ki vo dono sagi sister hain yek ka beta hai our dosry ki beti apas k taloqaat kharab na hon is waja sy shadhi ho gae ab vo bhen apny ghar main parashan hain hasband wife main banti nhi hai istiqary k khalaf hum ny kam kya hai is ka koi kafaara ho yeh our koi bat ho plz batain

Masaa'il mu'tabar tajraba kaar parhezgaar Aalim se poochna

Q:

1. Zaroori hai ke hum ya to Sunni hn ya Deobandi ya Ahle hadees? Me apne apko just aik true Muslim samajta hn I don't follow any one to kia kisi firqe ko hona zaroori hai Islam me ya as a Muslim samajna kafi Quran or Hadees pe amal karne wala?

2. On the day of hereafter kia is bare me sawal hoga ke kis firqe ko follow kia hai n kin Ulamao ko n konse Mufti se sharai masail pochte the?

3. Jo shaks jis firqe ka hoga "Sunni, Deobandi or Ahle Hadees" to uske Ulama karam n Mufti sahab jo follow karte honge us base pe uska hisab kitab hoga and agar Ulama galat tariqa follow karte the to kia uski saza us shaks ko bi milegi?