Naseehat

Ayk larki se muhabbat karna

Q: Mai apse poochna chahta hu ki mai ek ladki se muhaabt karta hu aur wo bhi karti hai aur mere relation me hai mere maa baap to taiayr ho jaynge shadi k liye likin ladki k maa baap nhi taiayr honge kyu ki vo paise vala dodh rhr hai aur utne paise mere pas hai nhi abhi aur ham dono ka ek dusre k bina rahana na mumkin hai to apse guzarish hai plz koi aisa wajifa batay jis se ham dono ki shadi ho jay.

Zina se tawbah karna

س: مجھے یہ پوچھنا تھا کہ مجھ سے حدی جرم سرزد ہوا تھا اور میں نے اسکے بارے ای میل کہ ذریعے سعودیہ سوال پوچھا تھا ۔۔ جن سے سوال پوچھا تھا وہ شرعی جج تھے ۔۔ اور سوال بھی ایسے کیا تھا کہ اعترافی بیان تھا کہ میں نے یہ یہ غلطیاں کی ہیں تو کیا مجھ پر حد ہے یا نہیں ؟؟ پھر میری ای میل آئی ڈی کا پاسورڈ بھول گیا اور کچھ ڈیلیٹ بھی ہو گئیں لہذا مجھے جواب موصول نہیں ہوا۔۔۔ اب مجھے یہ پوچھنا تھا کہ اسطرح ای میل کہ ذریعے کسی قاضی یا جج سے اسطرح سوال کیا ہو کہ گناہ کا اعتراف ہو تو کیا ایسے ای میل کہ ذریعے حد واجب ہو جاتی ہے ؟؟؟ اور اگر ہوتی ہے تو مجھے نکاح کی بعد سعودیہ جاکر رہنا ہے تو کیا وہاں جا کر حد لگواؤں ؟؟؟ جزاکم اللہ

Shaadi me pareshaani

Q: Mere shaadi ko 20 saal ho gaye Masha allah. Ghar me deendari acchi hai lekin main shohar ke waja se pareshan hoon. Paanch waqt ke namaaz aur deen ki mehnat me lage hain lekin masala ye hai ke mere rishtedaron ko bilkul pasand nahi karate mere may baap ghar pe aaye to baat nahi karate gussa karate hain sab ke chide rehte hain main deen ki baht baate samjhati hoon leki faayda nahi. Wo khud tabigh se hain. Masala ye hai ki mere parents ki maali halat achichi hai aur 20 saal se haalaton se guzar rahe hain mere parents need mujhe saat bahut diya hai berozgari ke waqt 10-12 saal tak mere poore family ki dekhbhal ki hai aaj bhi hamare liye karte hain lekin mere shohar dil saqt hua hai kisi ke aane per surat banate hain is liye hum dono me ladai hoti hai main samjhati hoon mehmannawazi ke baare me phir bhi koi faayda nahi allah ke hukum se mere liye koi hal batayiye main namaz ke alawa bahut kuch padhti hoon qarz ki adaigi ki dua sura tauba ke aaqri aayton ka wird dilon ko jodne wali dua aur bhi kuch hamesha padhti hoon phir 20 saal se mere pareshaniyaan khatm nahi hoti main koi bhi baat mere shohar ko hadees ke hawale se samjhati hoon phir bhi faayda nahi 20 saal se main bahut saare qurbaniya dee hai jo sirf allah hi jaanta hai ab mujh se bardasht nahi hota waise mera beta 18saal ka beti 14 ki hai main 36 aur mere shohar 50+ ke hain ab in tension ki waja se beemar hoon mere liye koi hal batayiye allah se madad ka zariya baniye mufti sahab na meri duniya bani hai na aakirat.

Khoobsurat ne hona

س: کیا کم خوبصورت ہونا بهی آزمائش ہوتی ہے جبکہ دل میں بہت خواہش ہو خوبصورت ہونے کی اور صبر کرنا بہت مشکل ہو؟

Neak awlaad ke lia wazifa

Q: Mere age 43 hey. Hamain 2 betiyan hain. Humain ab ulad ki be intiha khuwahish hey, ek pragnency hui thi per bacha 2 months main pet main sookh gaya. Ab dar lagta hey ke koi abnormalit na ho. Kuch perhney aur perhney ko batain ke jaldi pragnency ho aur bacha sehatmand aur tandrust paida ho.

Mangni tootne ki wajah se pareshaani

Q: Mere mangni ayk saal rahi phir tot gae aur us larki nay apni bhabi kay bhai say foran shadi kar li. Mera problem yeah he ke mai us ko bhol nahi pa reha bulkay mai usko bholna nahi chata pershan rehta hoon us say abi be peyar kerta hooon koe galt keyaaal zain mai nahi ata bus yeah dua kerta hoon k Allah ji ager us per jado huva ha (uskay ghar waly kehtay haan) aur ager wo waha kush nahi ha to aaappp plz hum ko mila dain aaap yaqqeeen janeye namaz kay doran be ansoooo nikal atay haan meray bohet pershan hooon mai.

Shaadi me pareshaani

Q: Mera masla mere husband se related hai. Hamari shaadi ko do saal hogaye hain, mai unse boht mohabbat karti hun lekin ab tak wo understanding nahi hui. Wajah ye hai ki mai boht deendar family se belong karti hun jahan parde ka aur allah ke tamam ehkam ka aehtimam kia jata hai lekin mere sasural uske baraks hai shohar ek multinational company me job karte hain jahan ladke aur ladkiyon me koi farq nahi hai aaye din party disco trips waghaira chalte hi rehte hain.. Mai unhe samjhati hun lekin wo kehte hain ki wo kisi ke liye change nahi ho sakte mujhe aise hi accept karna hoga. Sasural me namaz ki pabandi nahi hai mai pregnant hun mai chahti hun meri aulad deendar ho aur mere shohar ko b hidayat miley.. Baraye meherbani is masle ka hal bataden aur koi dua ya wazifa bhi.

Bure khiyaalaat

Q: Mujhy aysi khiyalaat aty ha ke me Allah Ta'ala ki shaan me ghustakhi kar raha hun. In khiualat ko me jitna hata ta Hun to utny hi aty Han mera swaal ye ha is say mere imman per koi fark to nahi perhy ga or me in ko kase hato.