Maa ka doodh ne hona
Q: Maa ka doodh na hone ka koi dua ya koi wazifa?
Q: Maa ka doodh na hone ka koi dua ya koi wazifa?
Q: Mera sawaal yah hai ke mere hame imtahan mai kamyaabi ka wazifa bata dejeeya aap kee bari mahar bani hoge.
Q: Mera rishta nahi hora hai. Mujhe batye ki aisa kyun hora hai?
Q: Hamara koi kaam bhi nhi hota hoty hoty ruk jata hai hamain lagta hai k hum per kisi ny bandish ki hai meri ami ko 1997 me nawaz sharif ki hakumat me bartaraf kar dia tha pher 2009 me pher jab bahal karny ky orders hoy pher abhi 2014 bhi ho gya lekin kaam nhi ho rha. Meri behno ky rishty bhi nhi aaty. Hum bhot pareshan hain khudara mufti sahib hamain koi hal batain ke humari kismat khul jae kaam bhi hony lagy. Hum aap ky bhot shukar guzar ho gy.
Q: Muji demaghi taklef hai. Mera hosila bahot kam hoji hai aur muji raat me nend nahi ati hai. Ye zindage aur mahol muji ache nahi lagti hai. Koi be dunya ke cheez muji achi nahi lagti hai bar bar muji nigative fikre ati hai aur har lama muji istara nazar ati hai ke mein pagal horahi ho aur meri kan mein ajeeb ajeeb awaze ati hai. Agar koi qurani dua ho to zaror send keji.
Q: Meherbani ker k mujhe bade ghar ki bohat khuahish hai us k liye koi behtreen wazifa bata dein aur istakhara ket k bhi bata dein k mujhe allah
paak bada ghar kab tak dein gey appki bohat meherbani.
Q: Mein or meri ghar walay bohot pareshan hain. Meri choti sister ki pehlay dono eyezz ka operatn ho chuki hai 2006 mein ek sath operation huwa tha. One week se uski ek right side wali eye mein dhundlaa pan aagya hai or half eye mein parda samne aagya hai. Hum bohot pareshan hain dr ne operatn ka bola hai. App koi dua batayen jis se yeh pareshani humari hal ho n operation khair se ho jae meri sister ka?
Q: Mera sawal hai k mein nay 9th feb 2013 mein shadi ki. Sir hum ik dosray say bohat pyar kartay hein par pata nahe khuch maheinoun say humaray kafi jagray horay hein mujhai samjh nahe araha iski kia wajah hai. Please kia app khuch maadad karsaktay hein k koi jadu ya ishe koi cheez tu humaray uppar nahe karwae gaye?
Q: Meri umer 26 he. Mera bht rishty bi ae, ek jaga baat tay bhi takreban hogai thi. Mere abba har baat apni maa ko btata. Wo mre rishty bhaga deti tawezaat krwati. Ab agr rishty nahi ate to mra abba har waqt mjuh tanay tanz, mera kia kasor hy sb mein, kitna brdasth karun sb pichly 2 saal se apne baap khandan as pas ke logo ke tanz tanay brdasth kar k thak gae hun.
Q: Mein pehly roz magrib ki namaz ke bad manzil parhti thi ta ke jo pareshaniyan, masail, aur tawezaat etc sy hifazat ho un dinu kch sukun mla kch umeedien jagi. Phr kisi ny kaha manzil bhaari hoti hy roz nh parho mene chor di mein bechain rehne lgi hun. Kia manzil roz parh sakte hen? Ks waqt parhna zaida afzal hy?