Wazaaif

Kisi kaam ke liye kalimah ko kasrat se parhna

Q: 

1. Me ksi kam k liye ayat karima prd rhi hn k wo kam na mumkin hai or mumkin ho jae to me use ksi tadad me nhi prd rhi ase prd rhi hn k jb tk mera kam na ho jae me prdhti rhun to mje ksi ne btya hai k ise tadad me prdhna chahiye lazmi hai to kia ab mera phla prdna bekar ho gia? 

2. Kia ye waqae such hai k ayat karima prdhne se ksi kam k maqsad k lie k nhi ho rha to ho jae kia waqae me wo kam ho jata hai? Me ne phle b azmaya hai ho gia tha but me logon ki bton se thori confuse hn help me.

Zulm se bachne ke liye wazifa

Q: Mere abu bahut zalim hai. Zulm kerte hai, meri ami pe bhi zulm kerte hai. Meri 2 sisters pakistan ke village me on ki shadi kerwai abu ne. Aur abhi 7 saal hogai abu meri ami ko on se milne nahi deti. Laraai kerte hai, her waqt hum pe zulm kerta hai aur ami pe bhi to Allah ke waaste mujhe koi wazifa de do ke humari halaat badal jaye aur zulm nahi ho hum pe. Zaroor koi bhi wazifa de jiye jes se humari aur ami ki halaat achi hojaye zulm se bache