Baitulkhala ke paani ke cheente
Q: Agr taharat karte waqt baitulkhala me paani daaltey waqt pani ke cheente kapro par lagjaaye to kya kaprey napaak he?
Q: Agr taharat karte waqt baitulkhala me paani daaltey waqt pani ke cheente kapro par lagjaaye to kya kaprey napaak he?
س: ناخن میں میل ہونے کی صورت میں غسل اور وضو ہو جاتا ہے؟ اگر نہیں ہوتا تو کیا وہ نمازیں دہرانی ہونگی جو میل ہونے کےساتھ غسل اور وضو کر کے پڑھیں؟
س: غسل کرتےوقت میں نے وضو کر لیا لیکن کلی کرنا اور ناک کی نرمی تک پانی ڈالنا بھول گیا , کیا میرا غسل ہوگیا؟
Q: Agar aurat ke kaan aur naak me ched ho yani baaliyo ke baghair ghusal kar le to kya kaan ke aur naak ke suraakho me bhi paani ka jaana fardh he ya sirf upar paani baha dena kaafi he?
Q: Ghusal lene ke bad yad aaya jab ke namaaz bhi par li. Ghusal me kaano ko dhona bhool gayi kya me dobaara se ghusal kar lu ya bhool jane ki maafi he?
Q: Kuch din pehle mera haadisa huwa tha jis ki wajah se mere per me fracture ho gaya or doctor ne per ko plaster kar diya. Me shaadi shuda hu hambistari ke bad ghusal kese kiya jaye kiya Islam me gunjaish he ke hambistari ke bad per par pani na dala jaye or ghusal bi ho jaye?
Q: Kya billi ko haath lagane se hath paleed ho jata he jeyse kutte ko lagaane se hota he?
Q: Kya mani khud paak he yaani agar hamari mani kahi kapron waghaira par lagi he or ghusal karne ke phir kapron par mani jo lagi thi wahi phir se hamare kapron par lag jaye to kya hukm kya phir se ghusal wajib hoga ya nahi kehne ka matlab ye ke kya sirf shahwat se nikalne se hi ghusal farz hota he ya kahi se lagne se bhi?
Q: Mera sawaal ye he ke agar najasat bistar par gir jaati hai aur kabhi bhurhe logon ka bhi anjaane me peshaab bhaari matress par ziyaada gir jata he usko kaise saaf kare? Kapre se dabaa karke usko sukhaane se kya wo sone ke laaiq hoga kya woh paak he? Kya uspar chaadar daalkar hum zikr karsakte he aur sosakte he ya phir aur kaise saaf karsakte he?
Q: Kya wudhu karne ke baad hath ko saaf karna he towel se ya nahi?