Ghusal me kaano ke andar saaf karne ko bhool jaana
Q: Paaki haasil karne ke liye ghusal ke 4 din baad yaad aaya ke kano ke andar aur naf ko saaf karna bhool gayi. Kiya phir se ghusal karna zaroori he?
Q: Paaki haasil karne ke liye ghusal ke 4 din baad yaad aaya ke kano ke andar aur naf ko saaf karna bhool gayi. Kiya phir se ghusal karna zaroori he?
س: مباشرت کے بعد اگر عورت برتن دھوئے تو برتن ناپاک ہو جاتے ہیں؟
مباشرت میں پہنے ہوئے کپڑے ناپاک ہو جاتے ہیں؟
Q: Agar qabaz ki wajah se pakhana karte huwe mani ka qatra kharij ho jaye to us se ghusal farz hota he aur kiya is soorat me namaaz ada ho sakti he?
Q: Kiya Islam rozana nahaane se mana karta he?
Q: Mujhe hamesha white discharge hota he. Yaqeen he ke koi wet dream nahi he aur morning me uthne ke baad white color discharge he jo rozana din ke douran bhi hota hai. Kiya is condition me rozana ghusl karna hoga?
Q: Agar subah uthne par shalwar me nami mehsus ho aur guman ho ke peshab ke qatrat he aur washroom jaane par shalwar sukhi ho aur smell bhi na ho to kiya hukam he?
Q: Ghusal me kano ki surakho ke andar jis me aurate earrings pehnti he pani bahana zaroori he?
Q: Doran-e-ghusal agar hawa kharij hojaye to kiya ghusal ho jata he? Ya ghusal ko dobara se shuroo karna parta he?
Q: Agar ghusal-e-janaabat discharge ke ek din baad kiya jaye kisi wajah se aur phir ghusal karte waqt qatraat nikle to kiya dobara ghusal karna hoga?
Q: Agar meri sweater pe napaaki lagi he to sweater utarte huwe me dekhu gi ke sweater utarte huwi jahan jahan lagta ja raha he yani meri chehre pe or baal pe to wo jaghe bhi napak hoga yi ya nahi?