Washing machine ka nikla huwa paani paak he?
Q: Automatic machine mn kpry dhony k bd jo pani niklta h end py washing machine sy wo pani paak hta h?
Q: Automatic machine mn kpry dhony k bd jo pani niklta h end py washing machine sy wo pani paak hta h?
Q: Ehtilam k bad bister ki chadr ya kambal bhi dhona chahiye agr nijasat lg jaey? Agr kisi shakhs ko ehtilam ki bemari ho to kya rozana bister ki chadr ya kambal dhona hogi?
Q: Mubashrat ki lekin mard discharge nai hua to kia is halat me gusal faraz hua ya nai karna parega ya wazu karke namaz ada ki ja skti hai?
Q: Kya precum aa jaane pr bhi hum napaak ho jaate h? Kya agr humko precum aa jaye to fir nahana ghusal krke hi namaaz padh skte h?
Q: Peshab karte waqt agr mani k katre bi sath nikal aaye to kia ghusal farz hota he?
Q: Hum bathroom me ghusl karne se phehle Bismillah karte hai lekin us waqt hum koi bhi kapra nahi pahne hote hai to kya hume koi gunaah to nahi paree gaa?
Q: Agar akhri stage par wazu toot jae, tou kin kin aaza ka dobara dhona farz hai?
Q:
1. Nightfall hone ke baad mujhe agr me ghusl lekar karu to kya mera ghusl qabool hoga?
2. Nightfall hone ke baad agar me sperm lagi hui underwear ko sirf paani se dho lu to kya ye kaafi hai
3. Nightfall ke baad jo kapde pe mani lag gai ho. Phir wo mani sukh gai ho aur wo kapde pe agar koi dusra kapda touch hojae to kya wo dusra kapda napak hojaaega?
Agar mani lage hue kapde pe gila haath lag gae to napak hoga aur jo mani kapde ko agar dusra kapda lag jaae aur uspe agar gila haath lag jaae to kya wo haath napak hoga?
4. Nightfall sahi me hua hai ya nhi pehchaanu kaise
5. Jab me naahta hu to agar niche ka zameen ka paani mere nahaane ke baalti me chale jaae to kya wo paani napak hojaaega?
6. Nightfall ke baad kya ye zaruri hai ki me apne sharamgaah ko saabun se bhi dho ya sirf paani daalna kaafi hoga? Ya mere jo kapde hai jispe mani lag gai ho wo saabun se dhu ya sirf paani daalna kaafi hoga?
7. Agar kisi ne koi gandi film dekh li aur uska mazi nikal gaya to kya usko ghusl karna farz hoga?
Ladki ko bass dekhne par mazi nikal jaa sakti hai?
Agar mazi nikal gai ho koi bhi condition me to kya ghusl karna compulsary hai?
Q: Jis bistar par ihtalaam ho jae (manni kharij hojae) to kya wo bistar napaak ho jata ha?
Q: Agr hum gusal krty ha aur gusal krny k bad mani nikal ati ha to hamy ye sara gusal wala amal dubara krna parega?