Aqeeda

Mustaqbil ka ilm sirf Allah Tala jaante he

Q: Me aik larki hon or mery abu mjhse bht pyaar krty hain..mera nikah jnsy hwa wa ha wo europe hty hain..mera koi khwaab ni ha srf sawal hai k mery husband mery haq me kitny achy hongy..? Mera nikah out of family hwawa ha me bht pareshan rehti hon kyun k mery visa ka interview hny wala ha or mjy ye tension ha k lg jaye kher kheriat se lekin mery shohar ghusa bht jaldi krty hain kindly mjy btayen k sb kuch mery haq me ktna behtar ha or koi wazifa ya dua b btadain ta k mera visa lg jye

Esaai ke saat dowsti rakhna

Q: May thora masle may hon... Bt ye ha k meri ek frnd ki frnd ha ju Christian ha wo 80% Islam ku sahi manti or may uski or help kar raha hn use har tarhan se smjha raha hn reference de de k meri he frnd uske b thora thora bta rahi ha lekin mera uski life may ane se zada asar hua ha is taraf... Ab masla ye ha k may abhi parh parh raha hn or wo bhi to agr wo ainda wakt may mere hath pe kamla parh leti ha... Wo Karachi hotu ha mayne Lahore to kya maslihatun Islam may rah k wo ghar walun k sath church ja sakti ha? Kyun k uske ilawa koi hal nahi... May apne ghar walun ku itni aram se smjha paonga ab kya karun.. May, aj k society le lehaz se dekhen tu maa baap kahte hain k kamane wala hojao phir shadi lekin mera different mamla na... Bohat pareshan hon kya karun. Meri planning y3 ha k use pura satisfy karne n bd jb musalman karunga to wo may ye plan kia ha k maslihatun wo church jae or bs wakt nikale inshallah sahi wakt dekh k nikka inshallah karunga ab baten kya kaun? May ghalat hn ya sahi? Wo larki ha ghar hoti ha agr wo bta degi to jan ka khatra ha.... May chahta hn jan b bacha jae Muslim nasal ku b masla nw ho plz muje baten... may 22 ka hn wo 19 ki

Khuda Ta'ala par shikaayat karna

Q: Mujhe ek masla malum karna hai ek ladki hai jo apne waalid ki izzat karti hai magar uska waalid uski taraf sakht dil hai or wo ladki job karti hai ghar mai bhi paise deti hai magar uska waalid befikr hai wo kaam nahi karta or waalid 5waqt ka namazi dusro ki madad karne wala tahajjudguzar or haj bhi kia hua h sadqa zakat time pe dene wala islamic rules pe muqammal chalne wala hai magar uski beti ki taraf uska rawaiya thik nhi or uski beti job karti hai phr ghar mai bacho ko tuition deti hai paise ghar mai deti hai jisse uski maa uski shadi ka saman or ghar mai bhi kharch karti hai .. bachpan mai 15 saal ki umar tak bachi ko baap marta bhi tha ab nahi marta magr jb ladki gharpe aati h sham ko mehnat karke thak jati hai to uska waalid usse ghar ke kaam bina taras khae karata hai or kehta hai namaz padho to is rawayye se ladki 23 ki hone ke baad ab keh rahi hai ki allah uske sath galat kar rha hai or aisi aisi baten bol rahi hai to mujhe ye malum karna hai ki ladki ka pareshan hoke aise alfaz nikalna kaisa hai or ye ladki aisi condition mai h ki isko lgta h duniya mai isse zyda koi pareshan nahi ise kisiki sunni bhi nahi hai to ise kaise samjhae iska kya ilaaj ho skta hai or baap se koi baat nahi kar skta kyuki wo kisiki nahi sunta. Please detail mai batae.

Taziyati jalsah aur urs shareef rakhna

Q: Mere walid ko guzarne se ek saal hone wala hai or hum sab unke isaal e swab ke liye jlse ka program rkh rhe h walid 3 mahine ki lammbi bimari ke baad guzar gaye mere walid ke bhot mureed hai humara silsila gos e azam ke khandan se h walid gos e paak ki 25 vi pidhi me the ab aap ye btae k urs mubarak likheana shi hoga ya nhi yha kai mufti se pucha to unhone kha koi harz nhi piron ki olad ho.

Mahdi (radhiyallahu anhu) ka zuhoor

Q: Ek bayan mein ek Mufti Saheb kehte hai ke Imam Mahdi Raziallahu Anhu ka zahoor kisi bhi waqt ho sakta hai

1. Hamney sunn rakha tha ke Imam Mahdi R.A Hajj ke din'no mein ayenge.. kya hamney galat baat suni thi?

2. Jaisa ke ab media ka propaganda sahi ko galat dikhata hai kya zahoor e mahdi ke waqt bhi media aur liberal afraad se aisa hi karne ka andesha hai?

3. Imam Mahdi R.A ke zahoor ke baad Jihad ki kya haisiyat hogi? Fardh e ain sab par?

4. Jaisa ke ab fraud jihadi jamaatein bahut hai naek khayal musalmano ko marwane ke liye. Kya zahoor e mahdi ke baad bhi aisi jamaatein nikle gi?

5. Kya aap mujhe jihad ke fiqhi masail wali kitab tajweez karsakte hain?

Kalimaat-e-kufr ka shak

Q: Ek shaks ki gari kharraab ho gae us ko kisi na kha ka Allah ho chowk pa dukaan h wha sa sahi karwa lo us na aga sa bezari ka izhaar kia ka muje itni door jana pare ga ab us na gali di aur Allah ho chowk ka naam lia ab mufti sb Allah ka naam ya tauheen karna wala par to hukm kufr h laikin yaha par us na chowk par jana ki waja sa chowk ko gali di h mazallah Allah ka naam ko nhai jo main samjha tha ya is tarha sa bola ho ga us na jumla ka (gali di!Allah ho chowk) ab ap btae situation mere samni thi aur us par kya hukm ho ga kya wo muslim rahe ga ya nahi gunahaar sa gunnahgaaar muslim Allah ka naam sa muhabat karta h gali dana ka soch bhi nahi sakata jawaab da dain is sari situation ka