Eik bhaai, doosre bhaai ki biwi ke saat purda karna
Q: Ayk bhai ke liye dosre bhai ki bivi mahram he ya na mahram?
Q: Ayk bhai ke liye dosre bhai ki bivi mahram he ya na mahram?
Q: Cousin ko dekh sakte he? Cousin mahram he ya na mahram?
Q: Mera beta feb 2 saal ka hojae ga aur me ne ussy 23 dec ko dodh churwadiya taa ke wo khana waghaira se khae lekin ab muje baar baar ehsaas horha ke kahi ye gunaah to nahi. Do saal se pehle doodh churwa de rehnumae farmae. Agar aisi baat he to me dobaara usko doodh shuru karwa do.
Q: Agar orat dorane iddat usi shor say jis nay talaq di mubasrat kar le to kya iddat may koi farq phare ga ho gi or wo halle ke bad usi shor say dobara nikaah karna chati ho?
Q:
1. Kiya aurat periods ki haalat me shumari par tasbih parh kar sakti he?
2. Kiya aurat shumari ko hath laga sakti he?
Q: Bewa ki iddat khatm karne ka saheeh tareeqah kiya he? Iddat khatam hone ke baad kiya karna chahiye?
Q: Me girls college me teacher hu lekin waha staff me male teachers bhi he to parda karna na mumkin he. Kya waha bhi parda farz he? Agar ha to kaise kiya ja sakta he?.
س: شادی کے دوران بیوی حیض سے ہے تو کیا سیکس کرسکتے ہیں یا اسکے دن پورے ہونے کے بعد سیکس کریں اور اگر حیض روکنے کی دوا لے تو اسکے کیا اثرات ہونگے
Q: Ek talaq dene ke baad biwi ko saat me iddat tak ek hi ghar pe rakhna chahiye na?
Q: Meri shaadi ko 10 mahine hogaye he... 5 mahine se me apne maa baap ke ghar hu. Mene khula ke liye kaha he aur wo log maan gaye mujhe talaq dene ke liye. Meri iddat kitni din ki hogi?
Me is doran ghar se nahi nikal sakti kiya? Me apni parhai continue kar rahi hu to jana zaruri aur sath hi job bhi karti hu. Mujhe iska hal bataye.