Iddat me job karna
Q: Talaq ya khula ki iddat wo aurat kaise kare gi jo job sath kare? Us se iddat me kiya kiya cheezo ka khayal rakhna hoga? Aur job ke sath iddat hojaye gi?
Q: Talaq ya khula ki iddat wo aurat kaise kare gi jo job sath kare? Us se iddat me kiya kiya cheezo ka khayal rakhna hoga? Aur job ke sath iddat hojaye gi?
Q: Kiya na mahram aurat ya larki se baat kiya kar sakte he? Kiya Islam me jaiz he ya ye bhi zinna ke zimmre me aata he?
Q:
1. Kiya durood-e-Ebrahim periods ke days me parh sakte he?
2. Kiya wuzu ke baghair bhi parh sakte normal days me?
Q: Kiya hamla aurat apni 11 mah ke bache ko doodh pila sakti he jab ke bacha maa ke doodh ke alaawa uper ki cheeze nahi kahta?
Q: Aurato ke haiz ki dino me aksar aurato ke saath aisa hota he ke un ka haiz ka pani sirf 3 se 4 din aata he aur us ke bad khatam, matlab sookh jata he. To kiya wo paani sookh jane ke bad un ke shohar un k saath mubaashirat kar skte he? Kiya aisa karna jaaiz ho ga?
Q: Meri behan ke husband fout hogaye he. Meri behan aur unke husband me naarazgi thi aur is wajah se wo 8 saal tak ek doosre se nahi mile. Husband ghar ko chor kar chala gaya tha magar 8 saal baad wo fout hogaya.
Kiya is surat me meri behan par iddat faraz he?
Q: Hamare ghar me ek bacha hua tha. Aaj 40 din hogayi he. Kiya aaj hi namaaz shuroo karni he ya phir kal se shuroo karu?
Q: Kya me apni waalida ko iddat ke doraan bank me account khulwaane ke liye le ja sakta hu qu ke abhu ki pension un ke naam par transfer ho gi. Us ke liye un ka account hona laazmi he.
Q: Me umrah per aayi hu. Mene periods rokne ke liye dawa li. Joki 2 din miss ho gayi or mera periods aa gaya. Mene dawa continue rakhi or injections liye. Periods to nahi aa rahe he. Phir brownish discharge se aata he din me ek do bar. To kiya ye napaki me shumar he? Me kiya karu?
Q: Kya me apni walida ko umrah per le ja sakta hu iddat ke doraan. Unki umar 68 saal he. Ya walida ke saath city ke bahar ja sakta hu?