wife

Biwi ke ghar wale shohar ko rokte he biwi se baat karne se

Q: Mere biwi ke ghar wali meri biwi ke sehat ka bahana banakar 4 logo main meri biwi ki sehat bahut kharab hai keh kar panchayat rakh kar ek saal ka time lagaye hai magar meri biwi ki tabiyat ab thik hai bade log condition lagaye ke ek saal tak mai meri biwi se phone par bhi baat nahikarna aur mere biwi se mulakat nahi karna mere biwi ko dekhna bhi nahi aur meri biwi se kuch bhi talukat nahi rakhna agar chah mein meri biwi se baat karne ki koshish bhi kara toh wo log mere biwi ka mera rishta thoda denge aur mujh par police case kar denge magar mufti sahab 3 mahine tak sohar biwi baat nahi kare toh rishta toot jayega hai to kya main meri biwi se baat nahi kar ke do mahine ho gaye agar 3 mahine tak my meri biwi se baat nahi kara toh yeh rishta rahega yaad jayega main toh majboor hoon main meri biwi aur bache ko dur kar lena nahi chaha raha hoon aap meherbani karke mujhe rasta bataye aur yeh rishta rahega 3 mahine baat nahi karne pe yeh rishta rahega ya nahi rahega matlab panchayat ke log ek saal ka waqt lagaye hain isliye ek saal tak shahar biwi baat nahi karne se rishta rahega ya nahi aap batayega

Providing for one's father's new wife and her children

Q: My father has married a young woman who has brought three young children with her and a grandson. My father does not work and he is almost seventy now. He has no pension whatsoever and his only source of income is the money me and my siblings give him. This is his third marriage. The first was to mother who passed away, he got divorced in the second marriage and he was living with my elder sister until now. Then he got married and decided to move into the unfinished house we were building for him. The question is, me and my siblings do not have well paying jobs and still we tried our best to care for him but now he has brought a woman and 4 children that will need support from him. As a Muslim, is it my duty to care for his family? It was already hard to care for him alone and just how are we going to manage taking care of 6 people including him and his wife? Will Allah Ta'ala be angry with us? Because when we send him money now its never enough and we also have our own lives to care for.

Waalidah aur biwi me se kis ko khush kare?

Q: Mujhe ap se inthai aham aur nazok masla pocha ha.main auk sarkari molazim hon.mahwar tankhow 20000 ha meri shadi ko 10 sal ho choke hain mere 2 bache bi hain Allaha ka shokor ah azwagi zindgi bahot achi gozar rahe ha.

Lakin masla ye ha kh mere parents khas tor pe waldha ki waja se meri azwaji zindgi aur zahini pereshani had se zinda rahe ha. main janta hon kh waldha ka maqam bahot se bi bahot zidha ha.is waja se in 10 salaon main main ne 1 lafz bi nahe kaha balkh momlat ko dorost aur waldha ko khosh karne k chakar main bahot dafa apni wife pe hath uthaya ha. Ab masla ye ha kh mere chote bhai ki shadi ho choki ha to mujh se chota bhai sakht mizaj ka ha,meri walda os k sath thik ha,os ki wife k sath be had se zida thik ha,lakin meri wife k sath her bat pe zid mere sath her bat pe larai.For example meri beti aur meri sister ki umer main taqriban 4 sal ka farqho ga taqriban 6 ki meri beti and my sister is 10 years old.meri pori koshish hoti ha kh jo chiz apni beit k lie lon wahe sister k lie bi but meri tankhwo intin nahe kah main bahot zida khrcha kar sakon pher bi koshsh hot ha..lakin ager kabi meri wife meri beti k lie kuch le le to bus jahgra shoro kh tumhri wife ne to apni marzi ki meri biti k lie kun nahe lai.and mera sara din is kam main gozar jata ha kaha waldha naraz na hon.lakin pher bi wo khsh nahe main kua karon.main ye soch soch k zahni mariz hota ja rah hon kh main hamesha se khd se apni wife se apni sister aur brothers aur waldha ko tarjhe di.pher mere sathe he esa salok kun ager adat ha meri walda ki to mere sathe he kun bhi k sath to thik on ko kuch nahe kahti balkah on ki chota se chota kam bi khod karti hain on ki wife ka on ka.aur mere sath nagaive behavour kun.Main khoda k khof se pher mafi mangta hon wo pher is taraha karti han mere 10 sal is tarha gozar ge ab main ahsaass e mahromi wali kafet se gozar raha hon na gor apni biwi bachon ko attention de pa raha hon na kuch.Mujhe kua karna chahe please mujhe raste btye main bahot taklife main hon.walda ki waja se apne wife apne bachon ka haq na mar jaon aur apni biwi aur bachon ki waja se waldin ka na haq mar joan. jabhkha meri wife auk parhe likhi khaton hain aur bahot coprative hain.main ne bahot sari urton se bahot acha paya ha ose.mere aur mere parnts k sath mokhlis ha wo bi main kua karon.Jabkha mere wald sahb ki pay 42000 ha aur mere parents mashallaha sahitmand hain.

Woman changing her surname after nikaah

Q: Can a woman replace her father's name with her husband's name after marriage? Some friends sent me a post which says that it is strictly forbidden in Islam to add my husband's name with my name instead of my father. They have reasoned that if it was permissible, then Prophet (sallallahu alaihi wasallam) wives would have done the same, which they did not.