wife

Humbistari ke dowraan biwi showhar ku buri baat kena

Q: Ayk sawaal hai ki bavi ne shohar ko hambistari ke dauran ye alfaz kahe ki aap to mere walid ke misla bhi nahi wo to abhi bhi mere walida se sex hambistari karne me aap se behtar hain. To bataye ye alfaz kaisa hai kya miya bivi ka nikah fasid ho gaya aur bivi mard se jabardasti hambistari karne ke liye mard ka kapda utar de to kaisa hai. Please rahnumaiee farmaye.

Arranging a lift club for school rounds while one is out in jamaat

Q: I have received advice already about not allowing my wife to drive. I have been since fetching and dropping off kids from school myself. However at present I am away in jamaat and return in a few weeks. My wife is very afraid and protective to send our young kids with anyone or a lift club and her relationship with family is not such where she can inconvenience them to help as they are also busy. Is it allowed for her to fetch and drop off while I am away or am I supposed to leave jamaat and return home.

Also is it ok for me to be in jamaat while she is alone?

Biwi ger mehram ke sath chala jaana

Q: Ayk saqs ki biwi ger mehram ke sath chali gyi, safar me se shohar ka sath chhudha ke, beshaq biwi ne humbistari or badkari ki us germehram se, jab biwi bhag ke gyi to shohar se keh ke gyi ki me hamila hun or yah bachcha is mere ashiq ka he, ladhki ke walden us biwi or uske ashiq ko pakdh ke le aaye, hamila khatoon ka hamal girwa diya, yah baat shohar ko or uske khandan ko pata chal gyi, shohar ki nani or mamujaan ke samne ladhki ne gunah kabool kiye... bad ab masla ye aa rha he ki ladhki ka baap ladhki ko uske shohar ke gar hukumat ke jor se bhejna chah rah he, yani indian low kanoon ke hishab se, hukmrano ki fazihat ka aalam india me ye he ki jo biwi kahe wah sab sahi, bad sab kuch janne ke, char gawah hone ke bawajood , ladhki ki baap ladhki ko uske shohar ke gar bhej rha he... ladhki ne pehle gunah kabool kr liya, ab saf jhuth bol rhi he, ab agr liyaan ki surat bhi ekhtiyaar karta he to uske jahil walden baap chalne nhi dega... is surat me kya hoga... ladhka agr na chahte huye bhi us ladhki ko rakhe, to kya yah nikah jayaj he, or agr mazbooran rakhne ke bad agr ladhka sare hukook ada kre siwaye jismani to yah kesa... ladhki ki jani hone ki baat pure muaashre me, yani 70-80 gavo me fhel gayi, ladhke or ladhki dono ke sehar me, izzat to jati rhi. yani ladhka jo shohar he uski duniyawi zindgi to jati rhi ab aakhirat ka kya hoga??? agar shohar gusse me ladhki or uske aashiq ka katal kr de to kesa... baraye mehrbani islah kare....