Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Muje aap se poochna tha ke wudhu kartey waqt kya tap (nul) ke khuley pani ke neechey paaon rakh deney se wudhu ho jay ga ya laazmi pairon ko haath se dhona bhi maqsood he?
A: Agar poore qadam ke upar paani aaya owr koi jaga khushk nahi raha jis ka dhowna wudhu me zuroori he, to ye kaafi hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: