Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne aaj sham ko khawab mn aik khula maidan daikha jahan thory thory fasly pr teen ghar ha choty choty un mn sy aik ki chut pr darukht ha ar wh is tarah sy ha kh us ki thniya ar paty ghr ky bahir saya kiyay hoy hn yani tpti dhoop mn ghar ky bahiri hisay mn darakh ki thniyon ny saya kiya hoa ha.

A: Jo nek aamaal insaan dunya me karta he, us ke liye hifaazat aur rahmat ka sabab banta he dunya me bhi aur aakhirat me bhi. Lihaaza insaan ko chaahiye ke ziyaada se ziyaada nek aamaal kare aur gunaah wale aamaal se bache.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada