Khwaab ki ta'beer

Q: Kwaab me taweez ka deakhna is ki tabeer kia ho gi?

A: Khwaab ki ta'beer ye he ke aap ku chahia ke har haal me aap Allah Ta'ala ki taraf ruju' kare owr us ki panaah maange.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada