Sab ke saat acha sulook owr bartaaw karna

Q: Mein nen khwaab mein dekha mera dost mujay bohat galiyan nikalta hai lagataar abuse kerta hai. Ammi or behan ki galiyan nikalta hai. Sab mujay kahtay hein tum bhi nikalo. Lakin mein sabar kerta hu. Please mujay iski tabeeer bata dein.

A: Sab ke saat acha sulook owr bartaw kare owr sab ke huqooq poora karne ki kowshish kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada