Khwaab me paisa jalte huwe dekhna

Q: Khwaab me paisay jaltay dekhne ki tabeer or khwaab me bahir ke mulk se bhai ko atay dekhny ki tabeer.

A:

1. Aadmi ku chahia ke zindagi me ihtiyaat wale raaste par chale. Jis kaam me Deeni ya dunyawi khatra us ku nazar aawe, us ku us se parhez karna chahia warna us ku dunyawi nuqsaan (maali nuqsaan) uthana parega ya Deeni nuqsaan uthana parega.

2. Khushi ki taraf ishaarah he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada