Published 8 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Me hanafi maslak se hu. Hamare yaha shafa'ee ko asr ki namaaz ke wakt hanafi ke wakt se pehle chaalu ho jata he. To kya me asr ki namaaz hanafi ke zohr ke wakt ke khatam hone se pehle shafi'ee ke asr ke wakt me parh sakta hu?
A: Aap hanafi ke asr ke waqt me asr parhni chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: