Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Kia mein apni beti k aqeeqay ka sara gosht gharibon may baant skta hun? Kehtay hn aqeeqa k janwar ki haddiyan nahi tortay to phr oska gosht kis trh alag karain?chanp js may pasliyan he hoti hn oska kia karain or dhanchay ka kia karain osay kidhar phainkain.
A: Jee haa saheeh he
Ye koi shar`ee hukm nahi.
Jis tarah aur gosht ke saath muaamalah kare aqeeqah ke gosht ke saath wahi muaamalah kya jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: