Published 7 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Me jaha par kaam karta hu, waha par Hindustaani baitul khala nahi he, Maghribi baitul khala he jis par ghusal karne se mera dil nahi maanta he. To agar me us par khare to peshaab kar lu aur phir agar khare to hi napaaki dhow lu ya paper istimaal kar lu to kya ye napaaki ke andar awoonga, ya napaak mana jaunga. Meherbaani karke bataiye aapki bari meherbaani hogi.
A: Ye tareeqah munaasib nahi he. Isme andeshah rehta he ke aap ke qatre aap ke oopar waapas aayenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: