Peshaab ke cheente

Q:

1. Me aksar khuli jaga me istinja kerta hoon jis say kabhi kabhi peshab ke halke cheente urte hain jo ke nuqtah ki tarah hote he kapron par. Is me napaaki aur paaki ka kya hukm he?

2. Mazeed ye he ke kitni miqdaar peshaab ki kapron ko napaak kar deti he?

A:

1. Usko paani me bhigo karke nichor dena chaahiye.

2. Napaaki ka qatrah napaak he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)