Wig pahenna

Q: Kia wig pehnnay ki ijazat hai? Wig pehn kar wuzu ho sakta hai? Yani k wig par masah kia ja sakta hai?

A:

1. Agar wig insaan ke baal se ne ho owr kuffaar ke tareeqo ke mushaabih ne ho owr aap us ke saat kisi ku dhowka nahi dete ho, to jaaiz he.

2. Aap sar par masah kare. Nakli baal par masah hota hi nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels