Khwaab

Q: Me ne khuwab me dekha k me Islami kitaben washroom se nikaal raha hun or jab aakhri kitaab kimiya e saadat nikalne laga to kitaab ki jaga ghalazat mere hath me agai me pareshan hun k ye kesa khuwab tha... baraye karam rehnumai farmayen...

A: Qur'an Shareef owr Deeni ki kitaabo ka ihtiraam karo. Issy tarah Deeni ki tamaam cheezo ke saat be had azmat owr ta'zeem karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: