Tezi ke saat baat karna

Q: Agar kisi ka mizaj gussel ho kyuki uske khandan mai baap dada wagerh bhi garam mizaj the lekin akhlak ke ache hai magar kisi se conversation mai haq baat kehne mai alfaz tez niklte ho thoda gusse mai bolte ho to aisa insan kaha tak galat hai ya kaha tak sahi hai or galat hai to is fitrat ko kaise badle ..

A: Tezi ke saath aur bad khulqi ke saath baat karna ghalat he. Bila soche samjhe baat nahi karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)