Baalo ki khareed aur farokht

Q: Kya baalon ki kharid o farokht ki jaa sakti hai?

A: Jaaiz he beshart ye ke wo nakly baal ho ya jaanwar ka baal ho. Insaan ke baal ki kareed wa faroght jaaiz nahi he. Isi tarah suwar ke baal ki kareed wa faroght jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)