Published 6 years ago
Last updated 6 years ago
Q: Kia ayat e sajda or us ka tarjuma dono parne se ik sajda wajib hota he ya do?
A: Agar eik hi majlis me kisi ne eik aayat e sajdah pari aur usi aayat e sajdah ka tarjuma para, to eik sajdah waajib hota he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: