Nikah karte waqt bataana ke larka ya larki zina ke aulaad he

Q: Kiya zina wali aulad (laikin biwi abhi shohar ki zujiat main ho laikin biwi ne najaiz talluqat qaim kar ke aulad paida ki hu) tu aesi soorat main zina se paidaa shuda aulad ka nikah karte waqt aagey larki ya larke walon ko unka njaiz hona batana zroori hai? Aur agar nhi bataya tu nikah ho jae ga aur saari umar qaim rahe ga?

A: Dharoori nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)