Waleema karna

Q: Agar koi walima na karay tu kia hota hai kia walima lazmi karna hota hai. Na karo tu gunnah hota hai kia...

A: Waleema sunnat he. Waleeme ki sunnat poori hone ke liye itna kaafi he ke aadmi chand logo ko khanna khilaaye waleeme ki niyyat se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)