Published 5 years ago
Last updated 5 years ago
س: شادی کے دوران بیوی حیض سے ہے تو کیا سیکس کرسکتے ہیں یا اسکے دن پورے ہونے کے بعد سیکس کریں اور اگر حیض روکنے کی دوا لے تو اسکے کیا اثرات ہونگے
A: Agar biwi haiz me ho to khaawind ke liye us ke saat jimaa karna jaaiz nahi he. Biwi ke badan me se naaf se lekar ghutno tak ki jaga haiz ki haalat me showhar ke liye haat lagaana owr faaida uthaana jaaiz nahi he. Agar biwi ke badan ke is jagah ke oopar kapra ho, aur kapre ke oopar shohar faaida uthaaye, to jaaiz he. Issy tarah naaf ke oopar aur ghutno ke neeche se faaida uthaana showhar ke liye jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: