Peghambar, Nabi aur Rasool me farq

س: پیغمبر، نبی اور رسول میں کیا فرق ہے؟

A: Jis peghambar ko mustaqil shariat aur kitaab de kar bheja gaya ho, un ko Rasul kaha jaata he. Aur jis peghambar ko mustaqil shariat aur kitaab na mili ho, balke pichle Rasul ki kitaab aur shariat ki ittiba karne ka hukam diya gaya ho, un ko Nabi kaha jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: