Published 3 years ago
Last updated 3 years ago
Q: Agar koi shaks khayal my kisi ko kafir kahe... us ke samne nahi kyun ke usse pata he ke Musalman ko kafir nahi kehna chahiye... Ghusa aya ho apne khayal me to sochte huwe us shaks se tashbih di ho jo kafir ho to kya wo shaks kafir ho jata he?
A: Kisi musalmaan ko kaafir shumaar karna bhegair kisi sharee daleel ke, ye bohat bara sangeen ghunaa he. Aap Allah Ta’ala se tawba kare aur aainda is sangeen ghunaa se parhez kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: