Khwaab ki ta'beer

Q: Mene khwab me dekha ke me raste se ja raha hu or janaze ko dekhta hu or kandha dene jata hu uske baad aisa bhi hua mere aage wala bandha to kandha dene aaraha tha wo janaze ko sahi se nai pakadta or janaza girne par aajata hain. Lekin me usse sambhal leta hu.

bismillah.jpg

A: Kisi Deeni kaam me jis se aap munsalik ho, kuch kami ya khalal paida hogi. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada