Khwaab ki ta'beer

Q: Mujay apni walida ka khawb ki taber pouchwani the unho ne daikha ke wo meri choti behan ki kangi kar rai the to uski chutiya pori ki pori sar sa alag hogai or kangi joouon sa bhar gai or wo sb walida ka kapro par gir jati han wo kapray jharti han to joain zamen par gir jati han to walida unhan marnay lagti han. Aik or khawb ma walida na daikha ka aik bemar behans upar char ke hamaray ghar ana chahti ha but a ni pati lakn meri walida usay br br upar anay ka kehti ha, inki taber bta dan jaldi.

A: Paanch waqt ke namaaz paabandi se waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahramo ke seeat parda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada