Serving one's parents
Q: It was Fajr time, I had a dream, its "my Mother had given birth to a baby" what does it mean? I'm a spinster girl!
Q: It was Fajr time, I had a dream, its "my Mother had given birth to a baby" what does it mean? I'm a spinster girl!
Q: I need a dua to make my husband listen to me and never let anyone come between us. To free our marriage from divorce.
Q: Mere Abba jaan ko kal raat khwab aya thi khwab me tha ki bahir bhot barish ho rahi thi meri dadi matlab mere abba ki ammi jhula jhul rahi thi jhule ke uper chat se pani tapak raha tha vahi barsat ka pani ek galss se dubakar dadi pee rahi thi vo pani acha nahi ganda tha mitti tha usme or plastic ke tukre bhi the glass or mere abba ne dadi ko roka pine se fir abba ne baju ke dibbe se mineral pani ko ek glass me dalkar dia dadi ko bus yahi khwab he.
Q: Sawere ke waqt mereko khwaab aaya jismein maine aur mere ammi kisi ek dargah ke paas hai aur ammi dargah mein ek paani ka hause hai jahan se ammi jaana chahti hai lekin maine ammi ko mana kardiya kyun ki mere ammi ke leg ka operation hua so hai aur woh theek se chal nahi paati. Paani mein unka pair phisal jaata bolke maine mana kiya tho meri ammi mujhe gusse se yeh boli ke tu 20.07.16 tabhi maine ammi ke qadam bosi ki aur itne mein main neend se jaagaya. Please aap mujhe iska tafseer bataye.
Q:
1) I would like to know the difference between khairaat and sadaqa and to whom and when we can give these?
2) I have my pay around 440 USD, in which I send amount to my family. Do I have to give zakat on this?
3) For job purpose, I am living in another city of Pakistan. How can I serve my parents, as Islam says that we have to make "KHIDMAT" for our parents?
Q: Mene khwaab me dekha ke mai apni waalida muhtarama ke sath (jo ke mashallah hayat hai) kahen ja raha hun ke itnai mai mere waalda kisi ghar ke andar dakhil ho jati hai jo ke ghaliban hamarai kiraya dar ke ghar hota hai. Waapsi pai waalda us aurat jin se wo mil kar aye unkai bad akhlaqi ki shikayat kafi relax andaz mei karte hai. Mujh se aur sath me waalda kehte hai k us aurat ne mjhe phchana nahe tabhi bad akhlaqi se pesh aaye, chaltai chaltai achanak mai apnai waakda ki taraf dekhta hun to un k sir pai ghass phus ka kafi bara ghatta rakha hua hai usi wakt mera bara bhai kahen se ajata hai aur barai bhai ke hukm pai me wo ghatta waalda se le leta hun lekin uska wazan naqabil e bardasht hota hai wo mjh se uthaya he nahe jata uskai baad kch yaad nahe shayad manzar ghayab ho gaya tha!
Q: Mene khwaab me hud ko barhna daikha apni naaf tak aur us halt me mery abu bhi mjy daikh rhy hty a aur mujpe gusa nikal rhy hty hain. Phir ye daikha ke abu ami k sar per 2 dafa ent marty he.
Q: Aaj maine apne raat ke khawab me dekha main soo raha hu or meri ammi mere sir ke paas bethkar bhut roorahi hai or fhir meri ammi mere uper bhut sara pani daal deti hai or me uth jata hu Or apni ammi ko chup karane ki koshish karta hu Fhir samne se meri badi behan ajati hai.