Jannat me pohonchne ki koshish karna
Q: Do log behad mohabbat or bad agar is duniya me nahi Nil Payne to Kya jannat me unka Milne possible he?
Q: Do log behad mohabbat or bad agar is duniya me nahi Nil Payne to Kya jannat me unka Milne possible he?
Q: Mera question nikaah ke baray ma ha. Agr koi larki kisi ko pasand krti ho lakn us larky ki death ho jaye un ka nikah na howa ho abi lakn larki fr b usy he pasand krti ho owr Allah se dua kry k wo us ka nikah jannat ma us larky sy krwa dain to kya ye dua krna jaiz ha? Kya Allah jannat ma us ki ye dua qabool krain gy us ki mrzi sy nikah krwa dain gy agr duniya ma wo Allah ki raza r apny parents ki khushi k liye kse r sy nikah kr b ly apny nafs py control kr k sabar kr k to kya Allah usy jannat ma hmesha ki life ma us ka nikah us sy krwa dain gy jisy wo pasand krti ha?
Q: A desire, we left in duniya could we ask to Allah in Jannah or a desire which is not fulfilled in duniya can we memorise in jannah?
Q: Mera sawal yeh hai ki admi ne apni biwi ko talaaq de diya phir biwi ne halala nikah karke apne sabiq shauhar se nikaah kar liya to jannat mein woh apne kis shauhar ko milegi halala nikah karne wale ko ya jiski woh pahle biwi thi?
Q: Is it possible for a boy to marry the girl in Jannah whom he wished to marry in this dunya but she passed away due to cancer? Can I make dua to be joined with her in jannah?