Q: My daughter was playing us ky fingers per mud lag Gaya wo apnay father Yani mery husband ky pass gayi uss ko kuch thora sa ghussa karo wo Ronay lagti ha Rotay Rotay Maray pass ayi ma uss ka hands wash kar wany kitchen mein ly gayi Mary husband uss ka Ronay per khanay lagay k (sab ko azad ker churay ju merzi karein jawab nerzi phirein sari hi nazak ban gayi hain muhkum bana ha tu kam karein) that's my ques sari detail iss liya likhi ha k pori bat samaj jaiya ab pouchna ya ha k iss sa meaty relation ko tu kuch nahi howa ya mujy akaili ko nahi kaha Bachun ko b sath mein mila ker kaha tu iss sa mery relation per koi faraq tu nahi ha jab k normal hi baat ho rahi thi jazakAllah.
A: Jab khaawind ne koi talaaq ka lafz isti`maal nahi kya aur talaaq ka iraadah nahi kya to ta`alluqaat qaaim aur saheeh he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: