Teen talaaq

Q: Meray shoher nay mujhay teen talaqeen di hain do mard hazraat aur teen khawateen ki mojeedgi main likh kay bhi aur zubani bhi magar abh who pachta rahay hain kehtay hain kay main unkay pass wapas chali jaun kiya koi sharai rasta nikalta hai mujhay khuda kay wastay theak guide kear dain.

A: Ab to koi raasta nahi. Aap keliye woh haraam he. Aap unke qareeb ne jaaye, ne baat cheet kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)