Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Agar biwi nikaah me hai aur biwi dusre admiyo se hum bistari kare to kya ushe talaak dena chahiye ya shariyat me kuch aisa mujhe plzz mujhe batye.
A: Aysee biwi ko alaahidah karna chaahiye. Agar woh saheeh tor par nadaamat ka izhaar nahi karti aur ayse gandi aadato ka aadi ho to unse alaahidah ho jaaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: