Kitaabo ke upar zakaat

Q: Aapke pass kitaben hain jinke maliat ayk lakh 80 hazar ha jabke 52.30 tola chandi ki kimat 2 lakh rupe hai apke pass in kitabon ke illwa koi owr jaaidaad nahi. Na kisi ko karza dena na kisi sa lena to kia ap zakat dy skte hain agr han to kitna?

A: Agar ye kitaabe bechne keliye he to uspar apni zakaat aati he. Zakaat kitaabo ke oopar bhi aayegi aur chaandi ke oopar. Chaaleeswa hissah nikaala jaaye. Chaaleeswa hissa ka matlab chaaless rupe ke oopar eik rupee dena hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels