Kaam me lag jaana

Q: Mai ek aysa ladka hu jiske k pass ab tak itna free time Mila hai jitna shayad hi kisko milaa hoga. To jab mere pas time tha to Mai ayse hi baithkar junk kaam merepas kuch nahi hota tha to Mai ayse hi soch me padjaata tha to ye cheez ki mujhe aadat hone ki wajah se mujhe waisi soch se bachne ke liy problem horahi hai. Saamne wala kuch bhi baat kare to use seriously lelera hu. Jo bhi kaam hai mere dad karlete hai. Mai ibaadat guzar hu. Mai iske tahat in he batana chahta hu ke mai bhi kuch hu. Kya aysa nahi hosakta ke mere andar dareness paida hojay. Mai sirf ab tak soch ne me waqt zaaya karchuka hu. Ab isko haqiqat me badalna hai. Andar se bahar ana hai.

A: Kaam me lag jaao. Chaahe kisee dunyawi kaam kyu ne ho. Bekaar bethna bari mahroomi ki baat ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)