Q: Mera nikah ho chuka hai lekin abhi rukhsati nhi hui hai jb se talaq ka fatwa pade aur YouTube pr kuch video dekhe hai tb se mere mind me yhi baat baar aa rha hai ki agar hum bhi kbhi neeyat kiye meri wife ko talaq to talaq pad jaati hai yaa kbhi bhi talaq ki neeyat bhi krenge ki apni wife ko talaq denge to talaq pad jaati hai yhi baat mere mind me baar baar aati hai jb akele rehte hai tb khud se baate krte rehte hai yhi sab sochte rehte hai is liye hum apni wife se bhi bhut kam baat kr rhe hai to sir ye sab baat mere mind me baar baar aa rha hai to Kya humara talaq ho gya hua to kaun sa aur kitna kyu ki hum kbhi apni wife ko talaq de kabhi soche bhi nhi naa hi neeyat kiye bas jb se fatwa sune aur kuch video dekhe tb se mere mind me ye baat baar baar aa rha hai ki agar kbhi neeyat bhi krenge ki apni wife ko talaq to humari bhi talaq ho jaayegi yaa talaq ki neeyat krenge apni wife ko talaq denge to talaq ho jaati hai.
A: Ye sab museebate mukhtalif sites dekhne aur video ko dekhne ke. Baraahe karam usko band kare. Fazaa'il-e-A`maal aur Fazaa'il-e-Sadaqat ki ta`leem aur Qur'aan Shareef ki tilawat ki pabandi kare. Durood shareef kathrat se parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: